A E D7
Koi mil gaya, koi mil gaya, Koi mil gaya
A G A G
Mujhko kya hua hai, kyun maein kho gaya hoon
Paagal tha maein pehle, ya ab ho gaya hoon
Bm G
Behki hain nigaahen aur bikhre hain baal
E stop(E)
Tumne banaaya hai kya apna yeh haal
A E
Koi mil gaya, mera dil gaya
Kya bataaun yaaron, maein to hil gaya
D7 (stop) A D E
Koi mil gaya, mil hi gaya, mil gaya…
A E
Jaane kya ho gaya hai mujhe
A E
Deewana log kehne lage
G
Yeh deewangi hai kya
D
Hamein bhi to ho pata
E A
Tumko kya ho gaya
Arey kal tak mujhko sab hosh tha
Dil maein khushiyon ka josh tha
Phir yeh bechaini hai kyun
Phir yeh betaabi hai kyun
E E D A
Kya koi kho gaya a a
Koi mil gaya…
Baadal bankar kaun aa gaya
Kaun hai jo dil pe yoon chha gaya
Chaahoon ki bataaun maein
Phir bhi keh na paaun maein
Naam uska hai kya
O naam na lo par kuch to kaho
Halka sa koi ishaara to do
Meri aankhon mein hai woh
Meri saanson mein hai woh
Aur kahun tumse kya
Koi mil gaya…